Monday, August 29, 2011

KARN PISHACH SADHNA

================
Do you know whose speed is the highest speed in whole universe…Hmmm...

Come on just give a thought hnnna..

What happen?

Ohhho it’s but obvious our MIND… hmm isn’t it…Wel in whole universe only human beings are bestowed with this MIND POWER… While other living beings are stimulated by God and performed their task, as they don’t have mind.Hey do you ever heard any animal smiling or laughing?

Due to this mind power, human can imagine and have a caliber of definite intention. Behind every discovery and each siddhi there is imagination power only.

Now what is KARN-PISHACH or KARN-PISHACHINI?

Human’s unlimited Manah Shakti which can be control by power known as KARN-PISHACH or KARN-PISHACHINI sadhna.It clearly means that one who would conquer this mansik shakti can only becomes the Sadhak or Siddha of such divine knowledge.

By these learnings we don’t inactive our mind rather by capturing its Charam and Param activeness earnest effort we spend it in human welfare only.

By this Siddhi we enhace the activation power of mind because the inactive and inert power is of no use?

Behind this Study which principle works u know?

Human’s whole past period is hidden in his conscious and subconscious mind.Therefore whenever u cooridinate your supreme mind power with the other one abruptly u got contact with his mind and in fraction of seconds u become able to know his whole past.It is because from prakar antar your mind is coordinated with the Akaash tatva and then only you became able to hear that secret in universal voice which makes u realize that u r listening it with your own ears.

One must not use this knowledge for self purpose or for any type of malpractices and if done then be ready for bad consequences.This sadhna is for increasing our atmabal and along with that it makes your work easy. Remember TANTRA is not right nor wrong.It only leads us to that shore from where we can decide with the help of our conscious mind that how to use it.

Wel this sadhna is less in force in Tantra but is wonderful sadhna.Socialy Karnapishachini Sadhna is famous more but the types of illusions which are spreaded all over and it frightened the sadhak to perform it. Therefore Karn-Pishach sadhna is more favourable.

Start this sadhna on Monday.
On first day do fast (no food), as it is process of making pious internally and externally too.
Clothes and asan should be white and face towards the south direction.
Night is the best time to attempt it.
Make a knot of Lauki and Sarpakshi roots in red thread and tie it on your head (bring this roots in Pushya Nakshatra)
Do Guru Poojan and Mantra Jap.Then request for accomplishment of this sadhna to revered gurudev.
Then lighten the oil lamp and again worship it.After worshipping with complete concentrated mind do tratak on the tip of lamp and complete the 1.5 lakh times mantra chanting.
Wel in how many days you want to complete it is up to you.So divide it wisely.At max only 21 days can be prolonged but not beyond it.
Definitely you will see success with Guru kripa.

Mantra : om namo bhagvate rudraay karn pishachaay swaha

This sadhna can be attempted by both Waam and Soumya Marg. On continous Mantra chanting you will experience various types of voices which haven’t ever heard.

But Sadhak’s real examination starts after earning Siddhi.As he became capable to know all mentalities of others which could be too dirty and too evil to imagine and for digesting also.Now it is up to you how you keep shut and give peace to ur mind.I remember very wel one of Sadgurudev’s verdict-“It is too easy to siddha the sadhna but is too difficult to stay normal or digest after accomplishing it”.Before doing this sadhna one must go for Diksha sanskar first from Sadgurudev and Poorna Sidhhidayak too.

So come on step forward and adopt such divine sadhnas in ur life and make it successful.

=============================================
..... is brahmand me sabse tivra gati kiski hai kya aap bata sakte hain? sochiye to sahi....
....

kya hua .....
are bhai nischay hi man ki ... hai na..
is sampoorn charachar me man roopi shakti keval manushya ke paas hai . jabki anya prani va jeev ishwar ki prerna se karya ko sampadit karta hai, kyonki unke paas man nahi hai kya aapne kabhi kisi janwar ko haste huye dekha hai.... ...

isi man ke karan manushya me kalpana karne, sankalp karne ki kshamta hoti hai. pratyek avishkaar ,pratyek siddhi ke peechhe kalpana shakti hi to hai.

ab karn-pishach, ya karn-pishachni kya hai?

manushya ki asimit manah shakti ke upar jis shakti ke dwara niyantran kiya jata hai use hi karn-pishach ya pishachni sadhna kahte hain. iska matlab saaf hai ki manav ki mansik shakti ka vijeta hi is divya vidya ka sadhak va siddh ban sakta hai.

is vidya ke dwara ham man ko nishkriy nahi karte balki uski charam aur paranm sakriyta ko sadh kar manav - kalyaan me laga dete hain.

is siddhi ke dwara man ki sakriyta ko badhayee jati hai kyunki niskriy ya supt shakti bhala kis kaam ki?

is vidya ke peechhe akhir kaun sa siddhant karya karta hai? ....

vyakti ka poora bhoot kaal uske chetan - avchetan man me chhipa hota hai , isi liye jaise hi aap apne param shakti saali man ka samanjasy jaise hi kisi ke man se karte ho vaise hi jaatak ka poora past aapke samne aa jata hai kyunki prakar antar se aap ke man ka samanvay aakash tatv se ho jata hai aur aap us rahasy ko brahmandiya vani me sunte ho jo ki aapko kaan se sunne ka ahsaas karvati hai .

is vidya ka prayog apni swarth poorti ya galat karyon ko sadhane ke liye na kiya jaye ,anyatha uske dush parinaam bhi milte hain.yeh sadhana aatm bal badhane ki sadhana hai aur aapke kaaryon ko saral kar dhoka hone se to yeh bachati hi hai.yaad rakhiyetantra na to sahi hota hai na hi galat,yeh to hame aise sthan par tathasth kar khada kar deta hai jaha se hame hi yeh nirdharit karna padta hai ki iska ham apne vivek anusaar kaisa prayog karte hain..

tantrashastra ki atyant kam prachlit magar adbhut sadhana hai yeh karn-pishach sadhana . samaj me karn-pishachni sadhana kahi jyada prachlit hai.parantu uske vishay me jo bhrantiyan phaili hain unse vyakti karn-pishachni sadhana karne se darta hai. isi liye karn-pishach sadhana kahi jyada anukul hai .

monday se is sadhna ko karen.
1st day upaas rakhen,kyunki yeh aapke aantrik va bahya pvitrta ki hi prakriya hai,
safed vastr va aasan ho tatha face south ki or ho.
ratri is kary ke liye shreshtha hai .
lauki aur sarpakshi mool ko laal dhage mebandh kar sir par baandh le (in jado ko pushya nakshatra me la len)
guru poojan va mantra jap kare. va guru se is sadhna me safalta ke liye prarthna karen.
phir samne tel ke deepak ko jala kar aur uska poojan karke ekagra chit hokar deepak ki shikha par tratak karte huye 1.5 lakh mantra karen.
dino ki sankhya ka nirdharan aap apni kshamta ke anusaar kare .jyada se jyada 21 din ho sakte hain.

nischay hi guru kripa se aapko safalta prapt hogi.

mantra: om namo bhagvate rudraay karn pishachaay swaha

yeh sadhana vaam marg aur soumya marg dono hi tarike se ki jaa sakti hai .mantra ke lagataar abhyas se aap ko dheere dheere kai aisi aavajen sunayee dene lagti hain jo aapne shayad pahle kabhi nahi suni ho.
par ek saadhak ki pariksha is sadhana ki siddhi ke baad shuru hoti hai ,kyunki wo apne aas paas ke logo ki un maansikta ko bhi janne lagta hai jo ki behad gandi aur buri bhi ho sakti hain .ab yeh aap par hai ki aap apne apko kaise shant rakh pate hain.mujhe sadgurudev ka ek kathan hamesha yaad aata hai ki siddhi pana kathin nahi hai,kathinto use paane ke baad samanya rahne ya use pacha lene me hain.is sadhna ko karne se poorv sadgurudev se sambandhit diksha lena kahi jyada shreshtha hai.aur poorna siddhidayak bhi.

to aage badhiye aur aisi divya sadhanaon ko apna kar apna jeevan safal karen.. ....

13 comments:

SURESH PITRE said...
This comment has been removed by the author.
SURESH PITRE said...
This comment has been removed by the author.
SURESH PITRE said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...

I have heard that after attaining this sadhana, a yakshini or lady whispers everything in sadhak's ear about a persons past/present. And she has sex with that sadhak whenever she likes. If the sadhak refuses to have sex then she kills him..is that true?

Ananya said...

No frank. That's not true.

KALYANRAO said...

I want to take diksha before starting this. But where can I get guru as it is said that for its succes a guru is required

KALYANRAO said...

Plz tell me wher can I get guru diksha before starting this mantra

KALYANRAO said...

Have u tried karna pishaach mantra. If u really know or have its experience plz share me as I m also interested to practice it . Plz reply at rao.kalyan999@gmail.com

Anonymous said...

To use mantra tantra we need to have spirituality
spiritualsadhana

Anonymous said...

To use this mantra tantra yantra we need to have spirituality
spiritualsadhana

Unknown said...

Visit siddhashram sadhak pariwar. .I think it is in Delhi and jodhpur. And other part also

Pradeep said...

m es sadhna ko krna chayta hu plzz help me muje eski deeksha kese mile gi

Unknown said...

THANKS SIR,
CAN WE CHANT THIS MANTRA BY OPEN SOUND OR CLOSED MOUTH. WHICH WAY I HAVE TO CHANT?